Intro-
G F C G7
Sinbad the sailor jahaaz me jab chala
G F
Mere yaar sun lo sun lo
C G7
Dhoondh raha tha ek nayi duniya ka pata
G F
Mere yaar sun lo sun lo
C G7
Woh anjaani raahon me thaa..o-o
D Em G C
Woh lehron ki baahon me thaa..o-o
D Em G C
Sab ne kaha tha in samundaron me jaana nahi
G F
Mere yaar sun lo sun lo
C G7
Khwaabon ke peeche jaake kuch bhi hai paana nahi
G F
Mere yaar sun lo sun lo
C G7
Woh apni hi dhun me rahaa..o-o
D Em G C
Woh sunna tha dil ka kahaa..o-o
D Em G C
(Uske the jo sapne, wohi uske the apne
G F
aisa tha Sinbad the sailor
C G7
Uska jahaaz khila toofanon me
Mere yaar sun lo sun lo
Phir bhi na aayi kami uske armaanon me
Mere yaar sun lo sun lo
Woh Deewana aisa hi thaa..o-o
Woh Sapnon ka humrahi thaa..o-o
(Uske the jo sapne, wohi uske the apne,
aisa tha Sinbad the sailor (sailor)) (2)
Woh kuch paane ki chah me..o-o
Woh badhta raha raah me..o-o
Gehra samundar tha, unchi unchi lehren
Mere yaar sun lo sun lo
Kashtiyaan jin dekhi mushkil se thehre
Mere yaar sun lo sun lo
Woh saahil tak aa hi gayaa..o-o
Woh manzil ko paa hi gayaa..o-o
(Uske the jo sapne, wohi uske the apne,
aisa tha Sinbad the sailor (sailor)) (2)
0 comments:
Post a Comment